Sunday, 21 August 2016

youtube se computer ki screen record kese kare bina kisi software ke



hello frinds , aap ne youtube par video upload karna ho ya kisi or wajah se computer ki screen record karna ho to software ki madad se computer ki screen record ki hogi.
software ki  madad se hi youtube ke liye video banaye honge .

lekin friends software se video ke Qwality jo ham chahte hai wo nhi aati
aap youtube se recording karoge to iski Qwality 720p HD hogi

but aaj me aapko bataunga ki kese bina kisi software ke computer ki screen record kar sakte hai youtube se . step by step sikhate hai..

youtube se computer ki screen record kese kare bina kisi software ke, hindi4net, youtube, screen recording

how to record desktop screen on youtube  

step 1. www.youtube.com par jaye or apne gmail account se login karle.

step 2. 
    ab iske bad aapko (niche photo me dekhe  ) upar right side me UPLOAD par click karo than LIVE STREAMING par click karo .


hindi4net, youtube



ab aapko apna mobile number varify karne ka option aayega aap pehli bar is par aaye hai is liye bas 1 bar number ko varify karna hai

 GET START par click

*   kare or text me varify par click kare.
*    what is your phone number ke niche apna mobile number Enter kare
*      ab submit par click kare < niche photo me dekhe >

mobile numberr varify


*     ab aapke mobile par 6 number ka code aayega use VARIFY karde
*  ab aapke samne congragulation your youtube account now varify aayega
*     uske niche continue pa click kare




step  3.
   ab aap ke samne create a event wala page khul jayega . 

(1) Event par click karna hai 

(2)  aap jo bhi video banana chahte ho uska naam likhana hai .

(3)   ab aapko private par click karna hai , isse kya hoga ki aap jo video bana rahe ho use koi bhi nahi dekh payega jab tak aap na chaho.

(4)   ab GO live now pr click karna hai ( niche photo me dekhe )



step 4. 

 ab aap dekhenge ki aapke samne ek pop up windows khulegi jo google hangouts ke nam se hogi.
ab aapko apna webcam recording dikhayi dega or sath me voice recording  bhi dikhayi dega , agar aap webcam ka upyog nhi karna chahte  to use off kar dijiye.
or aapko video me agar voice bhi recording nhi karni to voice ko bhi off kar sakte ho , or agar voice recording karni ho to voice recording ko on rahne do.  

(1)   aapko yaha right side me screenshare button par click karna hai.
(2)   than jo bhi aapko recording karna hai uski windows ko choose karna hai 
(3)   ab iske bad aapko share par click karna hai. (niche photo me dekhe )


youtube, screen recorder, hindi4net



step 5.  

   video manegar  pr jaye or aap dekh sakte hai aapne jo recording ki hai wo video aapko mil jayegi ab aap chahe to ise download kar sakte hai .
or koi video editing software  se edit karke dal  sakte hai youtube par ya phir ayse hi direct dal sakte hai 

record ki video ko direct kese dale youtube pr-

  aapko jo video manegar par aapne video ko record kiya hai us par click karna hai.
than Action button pr click karna hai or publish par click kar dena hai . 
aapka record kiya video youtube par publish ho jayega .

7 comments:

  1. software se karna hai konsa sabse achha hai ?

    ReplyDelete
  2. aap camtasia use karo me bhi wahi use karta hu editing bhi ho jayegi bahut badiya software hai

    ReplyDelete
  3. भाई आप अच्छा लिखते है क्या आप मेरे वेब के लिखना चाहेंगे पर पोस्ट 50 रुपए दे सकता अभी आगे और भी बढ़ा सकता
    vist-

    ReplyDelete

Popular Posts

Recent Posts

Popular Posts