hi friends aaj ki post me ham computer ka IP address kese pata kre wo sikhenge -
or hamare network se jude sabhi compute kaIP address bhi pata karna sikhenge
Apne computer ka IP ADDRESS pata kare
dosto computer ka IP address pata karne ke liye
agar aap windows xp ka me pata karna chahte ho to run command ko open karna hai ,
or agar aap windows 7 use kar rahe ho to
aapko apne computer ke START BUTTON pr click karna hai
or search bar me CMD likhana hai .
ya aapko koisa bhi windows use karo windows xp, windows 7 , 8 ya 10 bas aapko command ko open karna hai .
ab aapko command prompt open karne ke bad usme ipconfig type karna hai or Enter ka button dabana hai.
bas aapke samane aapka IP address aa jayega
Apne Network se kon kon se computer ke IP jude hai pata kare-
friends iske liye aapko phir se command prompt ko open karna hai ..
or usme arp-a type karna hai or Enter karna hai .
aapke samne sabhi ki list aa jayegi or
bas aapko pata chal jayega ki aapke computer network se kon kon se jude hai.
sir jasi mi kahi dur mera frd lucknow me hi or mi dehradun me hu wo mujse lapto me chat karnta hi fb peer
ReplyDeleteto mi uske laptop ka ip aadress kesse jaan sakta hu
or uss ip address ke saat me uski location kese jaan sakta hu
ager iska samadan hi to plz sir batiye
Sir agar mai apane nearby pata karana chahu ki kaun sa computer online hai to kase pata kare please help me
ReplyDelete