Thursday, 18 August 2016

keyboard ki Light ko banaye dancing disco light


hi friends aaj ki post me aapko keyboard ki trick ke bare me bataunga
keybord ki light ko kese blink kare , ya jo disco dj me light jalti hai wese kese kare
to ye post aapke kam aayegi aap ise jarurat use kare just for fun...

keybord light, keyboard

how to make keyboard LED disco dancing

step 1.  notepad ko ko  open kare 

step 2.   ab niche jo code diya hai use copy karke notepad me paste karde

code



step 3.  pest karne ke bad   file ko save kare dhyan rahe file ko keyboardled.vbs naam se save kare .
ab jo save kiya hai use open kare or dekhe aapke keyboard ki light blink karne lagegi aapko disco dance dekhne ko milega aapke keybord ki led light me.

how to stop blinking disco light 

friends aapko disco light to us file ko  open karte hi chalne lagegi lekin
aap folder ko band kardoge to bhi aapki disco light band nhi hogi blink karti  rahegi.
isko band karne ke liye-

step 1.  task manager ko open karna hai iske liye apne keyboard se ( ctrl+alt+delete ) ye button dabana hai.

step 2.  ab process pr click karna hai. or wscript.exe par click karna hai .
ab End process par click karna hai .

aapki light blink karna band kar degi.

to friends ye majedar trick kesi lagi niche comment karke jarur bataye..

0 comments:

Post a Comment

Popular Posts

Recent Posts

Popular Posts